Wednesday, 11 March 2015
90 CHAPPA AAJ ESI KYA ZARORAT PARI ?REAL FACTS
ajj subah achanak subah 5 baje k kareeb mqm k markaz 90 pe chappa mara gya
Tuesday, 10 March 2015
SENATE ELECTION FROUD
syasai aur jamhoi partio ki hamesha khwahish rahi hay k mulk me haqeqi fedration k mutabik kam karta rahe jesa k dunya me hota he magar pakistan me senate me adam twazun peda kia gya hey.senate sobo ki ghair numainda ewan ban chuka hey.jis ki waja se senate me sindh ki numaisndgi aur shanakht ghair moasar hu gae hey.
jis ki zimidari ppp,n leage,aur mqm pe jati hey
in bato ka izhar hyder manzil pe press confrance karte hoe sup k sadar syed jalal mehmood shah ne kia,unho ne mazed kaha hey k islamabad,aur fata ko kota ki mad me mile hoe senator k khilaf adalat se ruju karen ge.
mazed kaha k ppp ki badunwan hakomat malir nadi ki zamen behria town ko riswat k evaz
dene k khilaf bhi court se ruju karen ge,jis ki waja se malir nadi me abadi
hone ki waja se mustakibil me barst ki waja se karachi k dobne ka khadsha hey
mezed kaha k 26 april ko GM syed ki barsi karachi me manai jae ge, karachi me bad amni,dehsat gardi,karapshan,berozgari k khilaf awami rabta muhim shoru ki jae ge
REPORT
Arshad mughal
Sunday, 8 March 2015
worlds women day celebrating pakistn
pori dunya ki tarah pakistan main bhi aurto ka almi din manaya gya
karachi k ilaqe sachal goath me snm ki qyadat me sachal library me aurto ka almi din manaya gya
is moke pe mukarren ne khitab karte hoe kaha he k kisi bhi bare inqlab k peche aurat ka hatah he
ham karachi jase taraki yafta sehar me rehte hoe bhi apni larkio ko taleem se dor rakhe hoe hain
khwaten ko aage ana pare ga aur mardo k shana bshana kam karna hu ga
is moke pe mazed kaha k talban aurto ko kam tar samjhte hain is mind set ko change karne ki zarorat he
is seminar main snm k sadar iajaz samtio,genral secarotry g m chandio aur degar sharek hoe
Saturday, 7 March 2015
imran khan att karachi airport
imran khan ne karachi aur sindh ko alag kia tha 5 saal pehle
magar kisi ne tawju nahi di kyu?
Thursday, 5 March 2015
Subscribe to:
Posts (Atom)